Feb 28, 2012

ISM ZAAT SE MARIZ KA ILAAJ

Jis mareez ke ilaaj se atibba aajiz aagaye hon,uspar 200x martba ism zaat

YA ALLAHU

parh kar dam (blow) karen toa achha ho jayega.inshallah.
ta,sehat amal kartay rahen.
11x - 11x duroof sharif parhay.aur agar sath sath paani par dam kar kay nihar muh pilay to aur bhi jald result hasil hoga.
b,shart ki maut ka waqt n aagay ho.