Jun 1, 2023

AAP SAB K LIYE EK BEHAD MUFEED GOLDEN OFFER..!

  


karib 15 saalo say online rohani amaliyat may course aur elaj ka tajorba rakhnay walay hamaray es safar may hamay dauran e safar kai makhfi raz o niyaaz say roshnash hotay huvay ham barhay ja rahay hain.ye mission meray murshid e pak ka hain aur ummid hain qiyamat tak jari rahega.es blog say ya kisi bhi tarha ki jo aamdan hoti hain usmay kuch hissa zarooratmando k hissay kiya jata hain aur na shohrat na namwari na photo khinch kar dikhwavay ki tarj par ye hota aaya hain aur hota jaega.aap sab ki madad say insha Allah.

 ab jo khas bat hain ye hain ki jo bhi meray blog readers meray chahnay walay muj say kisi bhi tarha ka rohani mashwarah istakhara bacho ka nam rakhna tashkhees aur elaj ,khud ka muafiq ism e aazam aur parhnay ka tareeqa,ya kisi chotay amal wazaef may rahnumayi do zaato may muafiqat na muafiqat masael k hal chahtay hain to aap hamaray mission k member ban saktay hain jiski fee aap sab k liye 1100rs rakhi hui hain.5 saal tak ki membership rahegi aur rahnumayi hogi lekin jo upar likhay hain un masael may hi koi chilla ya taskheer arwah ka amal vigera nahi hoga.ha blog k koi amal karna chahay to rahnumayi ki jaegi aur eskay elawa har mah ka sharf e qamar w qamar dar aqrab aur koi khas awqat e najoom hoga to uskay mutaliq bataya jaega amal wazaef diye jaengay.zarooratan sirf courier charges  le kar kagaz par sharfat e saiyyargan k naqoosh send kiye  jaengay.

 ilmul aadad ki roshni may muafiq din tareekh khush kismat aadad rang khush kismat garhi number mobile number bataye jaengay.bukhar sar dard badan dard rozi may taraqqi k wazaef bataye jaengay.

 elmul aadad ki madad say aapko apka angel number bhi bataya jata hain aur ussay kam laynay ka tareeqa bhi.

 es tarha aap es mission k member ban kar aap fauri aur jald hamari janib say jawabat hasil kar paengay.

 kisi bhi rohani masael may rahnumayi aur rohani imdad ata ki jaegi.

 note: awwal 11 members ko hamari janib say ek lucky crystal money stone dam shuda bilkul free diya jaega.

 join karnay k liye aap apna nam walida ka nam,birthdate city  country mobile number adress likh kar send karay.

Email : haziraat92@gmail.com

Whats App 9106960521

Massage : https://www.facebook.com/messages

es offer may mard o khwateen koi bhi join ho sakta hain.

NOTE :bahot hi kam tadad may members ko shamil kiya jaega to jaldi nam darj karwa dijyega.