NAMAZ E TASKHEER:
essay qabl mainay ek namaz namaz e muhabbat k naam se likhi hain aur aajtak uskay mails aatay hain jissay es namaz ki maqbuliyat pata chalti hain.Allah se uskay es gunahgar kamtar kAmil SamarAli ki dua hain ki nek maqsad k liye estemal karnay walon ko khub khub kamyabi k inamat se nawazay aameen.
Aaj Namaz e Muhabbat w Taskheer likh raha hun.aur essay nek w jaez maqsad me hi estemal karay kyu k kisi rohani noorani amaliyat ka galat estemal barbadi w nuqsanat k siva kuch nahi dega.
es namaz se aap kisi khas ki bhi taskheer kar saktay hain aur taskheer khas o aam bhi hasil kar saktay hain.
TARKEEB:
yun hain ki pahlay 4 rakaat namaz ki niyyat karay.jis maqsad se parhna hain.namaz isha k bad par witr se pahlay parhay to behter hain warna jo bhi waqt aapka fursat ka ho www.rohanihaziraat.blogspot.com usmay parh saktay hain.
ye namaz jaisay salat ul tasbeeh ki tarha parhi jati hain.
www.rohanihaziraat.blogspot.com pahli rakat me sanaa k b,ad 60 martba یا ودودُ Ya Wadoodu parhay.
phir alhamdu aur su.kafiron ek bar parh kar 40 martba یا ودودُ Ya Wadoodu parhay aur ruku me jakar 3 bar Sub'ahn Rabbiyil azzeem k b,ad 40 martba ya wadoodu,
www.rohanihaziraat.blogspot.com ruku se uth kar Sami'a Allaahu liman hamidah aur Rabbana wa
laka'l-hamd k b,ad kharay hokar [qoma me] 40 bar ya wadoodu,
phir sajday me "Subhana Rabbiyal A'la."3bar k bad 40 bar ya wadoodu,
phir sajday se uth kar jalsay me 40 martba ya wadoodu,
aur dusray sajday me "Subhana Rabbiyal A'la." k bad 40 martba ya wadoodu parhay.
ab dusri rakat k liye kharay ho jaen,aur bismillah w alhamdu sharif se
pahlay 60 martba Ya Wadoodu phir surah ikhlas k bad 40 martba esi tarteeb se har rakaat
me parha jaega.
ek rakat me 300 martba Ya Wadoodu x 4 rakat me 1200 martba parha jaega.
aur aakhir me aap apnay maqsad ki dua manga karay.ye namaaz isha bad
magar witr se pahlay parhna hain.
namaz me pahli rakat me su,kafiron,
2ri me su.ikhlas,
3ri me su.falaq aur 4thi me
su.naas parhna hain.

ye namaz agar kisi khas ki www.rohanihaziraat.blogspot.com tawojah apni taraf karnay k liye hain to jab tak maqsad hasil na ho rozana parhtay rahay.
aur agar Taskheer e khas o aam,takheer khalayiq ki garz se parhay to rozana parhna hoga jab tak aap asar chahtay ho.
aur aakhir me dua mangay ki ya Allah jamee makhlooq dost w musakkhar w mutee'a ho jaen.www.rohanihaziraat.blogspot.com