Dec 17, 2012

SHADI

Jis larhki ya larhkay ki shadi nahi ho paati,koshish kaam nahi deti to
unkay walid ya walid ya ghar ka koi zimmaydar ya larhka ya larhki
khud
Ye ism aazam
يا جامع
300 martba parha karay.awal o aakhir 3-3 martba durood pak parha
karay.khuda chahayga to ek haftay me achha rista mil jaega.parhnay ki
muddat 3 haftay yani 21 din hai.koi parhaiz nahi.jab chahay parhna
shuroo kar saktay hai.