zohra ka sharf ka waqt har saal aata hain.aur es saal
#SHAR E ZOHRA 30/01/2017 00:52 a.m. SE 31/01/2017 05:06 a.m. tak yani ye waqt 29/01/2017 ka din guzar kar jo rat 12 a.m. k bad se shuru hoga aur 31/01/2017 ko subah 05:06 pe khatm hoga.
*Ye waqt indian standard time k mutabiq hain.
es aayat ko aap sharf e zohra k waqt me kisi sufaid kagaz pe zafran w arq gulab se anar ya kis khushbudar phool ki shakh se qalam bana kar likhlay.agar zafran na ho to khanay k zard rang se likh saktay hain.aur ye bhi na ho to jo bhi mayassar aaen ussay likhlay.
ab es aayat ko rozana s100 martba parha karay aur jo aayat likha huva kagaz hain uspay dam kartay rahay.ye amal aapko mukammal 40 din karna hain.rozana ek waqt tay karlay aur usi waqt me parh kar kagaz pe dam karay aur phir kagaz ko kisi mahfooz jagah pe rakh dijye.naqsh likhtay w rozana dam kartay waqt kisi khushbudar agarbatti ko jalaya karay.
40 din bad es naqsh ko achay se pack karay aur kisi aisay darakht ki talash karay jispay phal na aata ho.ya kisi aisy bel ko talash karay jispay phool hi na aatay ho.matlab ki jaisay koi phal ka darakht lagaya gaya ho lekin kai saal ho gaye ho phal na aatay ho.aisay darakht pe es taweez ko yani jis kagaz pe hamnay aayat likhi hain wo bandh de.aur mumkin hoto aap rozana paani diya karay.ya phir kisi k maliki ka darakht ho to usay hidayat de ki wo paani diya karay aur es darakht pe jab phal lagna shuru ho jaen to aapko etela karday.
jab khabar milay ki darakht pe phal lagnay k aasar shuru ho gaye hain aap fauran us naqsh ko wahan se hasil karlay.aur agar aapkay yahan aulad nahi hain to aapki aurat es taweez ko loban ka bakhur de kar galay me bandhlay.insha Allah Aulad hogi.aur jab Aulad ki neamat hasil ho jaen to 7ve din Aulad k wazan k barabar koi bhi shirni bacho aur garibon me Gaus e aazam ki nazar kar bantday.
agar koi rozgar se parayshan hain to wo es taweez ko pahnay to rozi milaegi.dukandar hainto dukaan me grahik ziada aaengay.aur karobar ki taraqqi hasil hogi.
aur esay pahannay wala jin bhoot w jadu se mahfooz rahaega.bachay k galay me pahnaye to jo bacha darta ho chahay khwab me ya jagtay me to wo daraega nahi.
baad 40 din k aap upar k maqasid k liye aayat ko likh kar saael ko de diya karay aur kagaz pe 100 martba aayat parh kar dam karliya karay aur agar usay bhi hidayat karay ki wo bhi rozana 100 martba aayt parha karay to noor ul ala noor.aur aap bhi 40 din bad kuch tadad me ye aayat parh karay chahay to 11 martba hi sahih.
#phal par jo naqsh bandhna hain wo tareeqa sirf be aulad logon k liye hain.aur jab tak kamyabi na ho 100 martba aayat ko wird me rakha jaen.wo aayat ye hain.
ص وَالْقُرْآنِ ذِي الذِّكْرِ
بَلِ الَّذِينَ كَفَرُوا فِي عِزَّةٍ وَشِقَاقٍ
Sad waalqurani zee alzzikri
Bali allazeena kafaroo fee Aizzatin washiqaq
su.suad 1,2