Dec 2, 2012

MIYAn BIWI K KUCH AHTIYAT AUR AULAD KI BHALAYI:

Aaj Muzay ye Unwan likhnay ki zarorat esliye parhi k Maray paas kay
Aisay walidain aatay hain jo barhi ummid say Apnay Ladlay Bachon ko Elaj
k Liye Laatay hain.Jo paidaeshi amrazon k shikhar hotay hain.Jaisy
andhapan,lakwa-faalij,goonga-behra,apaaej vigera.
Wo barhay girhgirhatay hain ki mein unkay dil k tukdon ko sahih saalim
kardun.Mein bataata hun ki main ek Chhota Amil hun koi Wali nah.Bas
koshish karta hun shifa to uss Qaadir k Dast e Qudrat me hain.Jo har shay pe
ghalib hain.khair,Meri koshish se kisi ko faeda hota hain kai ko nahi.
Yahan asal baat ye hain ki Paidaishi Amraz me 99% Walidain Zimmedar hain.
kaisy...?

To Ye  Parhay...

Mashaikh e kiram farmatay hain k jimaa[sex] hamesha nisf shab[aadhi rat] k b,ad aur
khali pet karay.pet bhara honay par jima n karay warna aulad kam aqal
paida hogi.

Dauran e jima aurat ki sharmgah[private part] ko n dekhay warna aulad k
andha honay ka khatra hain.

Dauran e jima kibla-rukh na ho,warna aulad besharmhogi.

napaak haalat me jima na karay warna aulad bakheel aur
diwani,pagal paida hogi.

*Ek martba jima karliya aur dusri bat jima karay to ye bhi napak halat ka jima hain.aur aurat jab halat e haiz[period] me ho tab to haraam hain.

Halat e haiz me jo hamal thahraega wo apaaez hath pair se majoor aur
kam umr paida hoti hain.

Kharay kharay jima karnay se kamzor aulad
paida hoti hain aur miyan-biwi me kaanpnay ki bimari hoti hain.

Jima k waqt ziada n bolay warna aulad k goonga
paida honay ka khatra rahta hain.

Barahna[nangay badan] jima karnay se besharm aulad aur nafarman
paida hoti hain.

Aur jab hamal thahar ne k 4mah b,ad jima karnay se
aulad me larka hua to larki ki tarha sharmila hoga.aur larhkiyo si alamatay paayi jaegi.

Nisf mah k din yani chandni rat me jima karayga aur hamal rahaega to
shaitani asrat ka khatra rahta hain.bad deen ho sakta hain.

**aur halat e naapaki me badan k kisi bhi baal ko saaf[munday-save] na kiya jaen.
kyu k wo baal bad dua karatay hain aur unsay bad kismati aati hain.
Allah en baaton pe amal karnay ki taufiq de.

Aameen...!