Dec 25, 2012

MAZHAB SE DOORI?

kabhi apnay sharir nafs aur shaitan k fareb me aakar aksar kai ahbab
ko mazhab se dil hi dil me nafrat paida ho jati hai.koi qur,an o hadis
ki b,at karay to wo shakhs usay dushman nazar aata hai,kabhi mazhab ka
mazak udatay hai.n namaz ka shauq n ziqr o durood ka zauq.dil me
behuda shaitani waswasay paida hotay rahtay hai.kabhi dil hi dil me
apnay aap pe malamat karta hai,aur dil hi dil me pachhtata hai,allah
ham sab ko aisay chakaron se apnay habib e kareem k sadqay apnay amaan
o hifazat me rakhay.
Ye amal samar ali k us biradaraan k liye hai jo kabhi dil hi dil me
pachhtatay hon aur khud ko es chakkar se bahar nikalna chahtay hon.

TARKEEB :


Rozana raat ko khulay aasman k nichay kharay ho kar 101 martba ye amal parhay.
Parhtay waqt sar bhi khula rakhay,aur KHUD KA MUH AASMAN KI TARAF HON.
Jabtak sukoon qalbi na mayssar ho amal jari rakhay.
Khuda k fazl o karam se nafas w shaitan ki shikst hogi aur zameer
bedaar hoga.dil me islam ki sachchy muhbat paida hogi.
Hamzad jaisy quwat ko kabzay karnay se pahlay agar nafs ko apnay
kabzay md karlay to kai zehmato se bach jayen.
Wo amal ye hai...

بسم الله الرحمان الرحيم.اهدناالصراط المستقيم.